Saturday, 25 January 2014
ھمارے شھر میں ٹھہرا ھے کیا کمال کا وقت/hamare shehar me, thehra he kya kamal ka waqt
ھمارے شھر میں ٹھہرا ھے کیا کمال کا وقت
ادھر عروج کا لمحہ ادھر زوال کا وقت
hamare shehar me, thehra he kya kamal ka waqt
idhar urooj ka lamha, udhar zawal ka waqt
یقین تھا میں اسے لاجواب کر دیتا
ستم ظریف جو دیتا مجھے سوال کا وقت
yaqeen tha me use la jawab kar deta
sitam zareef jo deta mujhe sawal ka waqt
ادھر عروج کا لمحہ ادھر زوال کا وقت
hamare shehar me, thehra he kya kamal ka waqt
idhar urooj ka lamha, udhar zawal ka waqt
یقین تھا میں اسے لاجواب کر دیتا
ستم ظریف جو دیتا مجھے سوال کا وقت
yaqeen tha me use la jawab kar deta
sitam zareef jo deta mujhe sawal ka waqt
Jaan tum par nisar karte hain / جان تم پر نثار کرتے ہیں
جان تم پر نثار کرتے ہیں
بس یہی کاروبار کرتے ہیں
Jaan tum par nisar karte hain
bas yehi karo bar karte hain
صاحبو! ہم غزل کی صورت میں
زخمِ دل آشکار کرتے ہیں
Sahibo hum ghazal ki soorat main
zakhm-e-dil aashkar karte hain
بس یہی کاروبار کرتے ہیں
Jaan tum par nisar karte hain
bas yehi karo bar karte hain
صاحبو! ہم غزل کی صورت میں
زخمِ دل آشکار کرتے ہیں
Sahibo hum ghazal ki soorat main
zakhm-e-dil aashkar karte hain
Medan-e-wafa darbar nahi,
Yahan naam o nasab ki pooch kahan
Aashiq to kisi ka naam nahi,
Kuch ishq kisi ki zaat nahi
FAIZ AHMAD FAIZ
Yahan naam o nasab ki pooch kahan
Aashiq to kisi ka naam nahi,
Kuch ishq kisi ki zaat nahi
FAIZ AHMAD FAIZ
Ae khuda ab teri firdous pe mera haq he,
tu ne is dor ki dozakh mai jalaya he mujhe
اے خدا اب تیری فردوس پہ میرا حق ہے
تونے اس دور کی دوزخ میں جلایا ہے مجہے
Subscribe to:
Posts (Atom)